Hello guys,
kya haal hai aap sab ke, aasha karta hu aap sab acche hi honge and apni life aap full masti k saath enjoy kar rahe honge.
so let's come on the topic. Guys aaj ka jo topic(motivational) hai us topic ka name hai 'patience'.
Patience 8 alphabets ka ye word jise hindi mein dhiraj ya dhairy kahte hai dekhne or likhne mein toh bahut chota lagta hai , but is patience ne n a jaane kitno ko dharti se shikhar tak pahunchaya hai is chote se word mein itni shakti hai.
Main yaha bahut badi-badi baatein nhi karunga, because maine bhi aap logo k jaisa hi ek student hu mein jo bhi bataunga practical or experience ke base par hi bataunga.
Guys aap logo ke jaise hi na jaane kitne log , wealthy peoples ki biographies padhte hai, motivational videos dekhte hai or fir us video ko dekhne ke baad aapke andar ek desire aa jata hai ki yes ab kuch bada karna hai fir 1-2 din ke liye aap apni life ke liye serious hote ho kya karu, kese karu , kaha se shuruaat karu, fir finally jab koi option nhi milta toh aap bolte ho "chodo na yarr kya bakwaas hai, jo hoga dekh lenge".
Fir aapka wahi daily routine subah 09:00 baje uthna, uthte hi whatsapp check karna, T.V., movie, pubg, tiktok etc.
Aap logo ki haalat gas mein chadhe ubalte huye us paani ki tarah hoti hai gas ko jitna tez karo paani utni hi tezi se ubalta hai or gas k band hone par paani dhire dhire thanda pad jata hai.
Aap relate kariye ise apni life se kya ye sach hai ya nhi jab tak aap motivational videos dekhte hai tab tak aapke andar urja(energy) rahti h ki yes i can do it, anything is possible, kuch dino k baad sab bhul jata hai wahi normal life.
Kya wajah hai iski kyu motivational videos work nhi karti, or iska jawab aapko bahar kahi nhi milega aap ke andar hi hai wah wajah aapko hi dhundhna padega use iski sab se badi wajah hai distraction or addiction.
Aaj ka youth pubg se addicted hai, log ladkiyo ke piche sab kuch chod ke baithe hai, logo ka vission clear nhi hai ki mujhe life mein karna kya hai. Apne frnd se maine pucha "or bata bhai tera graduation k baad kya plan hai, jawab suniye uska dekhta hu yaar abhi kuch decide nhi kiya"
Aapke pass ek nhi bahut saare option hai mind mein kya karu IAS karu ya CA , i think computer course kar lu acchi job lag jaayegi or relatives apni alg advice de rahe h beta railway ki bharti nikli hai, NDA ki coaching nhi joine ki, airforce bhi best option hai tumhare liye etc.
Aap biographies jarur padhte hoge but kya aapne kabhi ye notice kiya ki jitne bhi wealthy people's hai unke vision clear the ki mujhe kisi bhi keemat par karna hai toh bas yahi karna hai esa aapne nahi padha hoga vision complete krne mein koi problem aa gyi toh vision hi change kar diya ho ki chalo ye try karte h chodo ise.
& last, Aap jis bhi kaam ko karna chahte, jis bhi lakshya ko pana chahte ho, usme aapko apna 100% focus or attention dena hoga.
Guys problems aapko har jagah aayegi but aapko problems ko solve karke dur bhagana hai , problems se dur nhi bhaagna hai.
"Thankyou"
kya haal hai aap sab ke, aasha karta hu aap sab acche hi honge and apni life aap full masti k saath enjoy kar rahe honge.
So guys, this is my first article in this blog and maine puri koshish ki hai apna best dene ki and agr aap logo ko accha lage toh aap log is blog ko share kijiye or comment kiji kesa laga aapko and improvements k liye suggestions dijiye.
so let's come on the topic. Guys aaj ka jo topic(motivational) hai us topic ka name hai 'patience'.
"Patience"
How to keep patience
Patience 8 alphabets ka ye word jise hindi mein dhiraj ya dhairy kahte hai dekhne or likhne mein toh bahut chota lagta hai , but is patience ne n a jaane kitno ko dharti se shikhar tak pahunchaya hai is chote se word mein itni shakti hai.
keep patience |
How to keep patience
Main yaha bahut badi-badi baatein nhi karunga, because maine bhi aap logo k jaisa hi ek student hu mein jo bhi bataunga practical or experience ke base par hi bataunga.
Guys aap logo ke jaise hi na jaane kitne log , wealthy peoples ki biographies padhte hai, motivational videos dekhte hai or fir us video ko dekhne ke baad aapke andar ek desire aa jata hai ki yes ab kuch bada karna hai fir 1-2 din ke liye aap apni life ke liye serious hote ho kya karu, kese karu , kaha se shuruaat karu, fir finally jab koi option nhi milta toh aap bolte ho "chodo na yarr kya bakwaas hai, jo hoga dekh lenge".
Fir aapka wahi daily routine subah 09:00 baje uthna, uthte hi whatsapp check karna, T.V., movie, pubg, tiktok etc.
Aap logo ki haalat gas mein chadhe ubalte huye us paani ki tarah hoti hai gas ko jitna tez karo paani utni hi tezi se ubalta hai or gas k band hone par paani dhire dhire thanda pad jata hai.
Aap relate kariye ise apni life se kya ye sach hai ya nhi jab tak aap motivational videos dekhte hai tab tak aapke andar urja(energy) rahti h ki yes i can do it, anything is possible, kuch dino k baad sab bhul jata hai wahi normal life.
keep patience |
How to keep patience
Kya wajah hai iski kyu motivational videos work nhi karti, or iska jawab aapko bahar kahi nhi milega aap ke andar hi hai wah wajah aapko hi dhundhna padega use iski sab se badi wajah hai distraction or addiction.
Aaj ka youth pubg se addicted hai, log ladkiyo ke piche sab kuch chod ke baithe hai, logo ka vission clear nhi hai ki mujhe life mein karna kya hai. Apne frnd se maine pucha "or bata bhai tera graduation k baad kya plan hai, jawab suniye uska dekhta hu yaar abhi kuch decide nhi kiya"
Aapke pass ek nhi bahut saare option hai mind mein kya karu IAS karu ya CA , i think computer course kar lu acchi job lag jaayegi or relatives apni alg advice de rahe h beta railway ki bharti nikli hai, NDA ki coaching nhi joine ki, airforce bhi best option hai tumhare liye etc.
Aap biographies jarur padhte hoge but kya aapne kabhi ye notice kiya ki jitne bhi wealthy people's hai unke vision clear the ki mujhe kisi bhi keemat par karna hai toh bas yahi karna hai esa aapne nahi padha hoga vision complete krne mein koi problem aa gyi toh vision hi change kar diya ho ki chalo ye try karte h chodo ise.
How to keep patience
*Guys yahi hota h patience apne lakshya ko haasil karne k liye aakhiri samay tak sangharsh karna....*& last, Aap jis bhi kaam ko karna chahte, jis bhi lakshya ko pana chahte ho, usme aapko apna 100% focus or attention dena hoga.